26 students killed, 50 hurt in Kalar Kahar bus accident

39
247

At least twenty six students were killed and 50 others sustained injuries when a bus met an accident on motorway at Kalar Kahar Salt Range on Monday, a private TV channel reported.
According to Motorways police, the students of Millat Grammar School were coming from Faisalabad to Kalar Kahar for a picnic and, on their way back, the bus they were traveling met a tragic accident after its brakes failed to function.
[map id=”19″]

39 COMMENTS

  1. Horrible, Astagfrullah

    May Allah forgive us, its a big lesson

    Allah give patience to theri parents.

    Punishment should be given to concern.

  2. May Allah rests their soul in peace…..and give patience to those parents which lost their beloved ones….
    khawar shah

    • please prey to God if u want to save pakistan and may God give sense to people of pakistan 4 choosing the best leader.

  3. MAY ALLAH GIVE REST THEIR SOUL IN HEAVAN, AND GIVE PATIENCE TO THIER RELATIVES. PLEASE ALSO PRAY FOR THEM.

    MUDASSAR EASY
    BANK OF PUNJAB SIALKOT

  4. very sad news
    ye tragedy hamare leay Ebrat ka nishan he bus hamain toba kar leni chahiye our akhirat ki fiqar karni chahiye
    ALLAH Rubulizat in shaheedon ko Jannat ul firdos me buland muqam aata farmaye our in k ghar walo ko sabre jameel ata farmaye

  5. YA ALLAH MERE CHOTE CHOTE BHAI JO BUS HADSE MAIN HUMEN CHOR K CHLE GAE HAIN UNKI ROOH KI BAKHSHISH FARMA DENA .OR MERI MAON OR BEHNON KO SABR KARNE KI TUFEEQ ATA FARMANA …. AMEEN

  6. Y ALLAH MERE PAKISTAN KO BACHA LE …..AMEEEN

    MUHAMMAD USMAN LATIF
    FROM ……. FAISALABAD
    MABSOORABD

  7. kisi ko b blame karne se koi faida nhi jo hona hota hai wo ho kar hi rehta hai us pr kisi ka zor nhi lekin ye bahut dard nak saniha hai……..
    May ALLAH give patience to their Families. Amin

  8. Plz pray fr the innocent flowers like children that are crushed in kalrkahar accident.may their souls rest in heaven and peace.

  9. Sooraj ke sath dood gya mera dil bi aaj……’

    Itna udaas shaam ka manzar kbi na tha………’

    Dedicated toall perant’s of the students those who LOST their LOVED once in accident on Kallar kahar Chakwal motorway

  10. jo bhi waqea hota hay us me insan ka qasoor shamil hota hay warna Khuda bohot meherbaan hay. pas hamen har lihaaz se ihtiati tadabeer ikhtiar karni zaruri han.

  11. very very sad news from my city chakwal .Inna nillah wa inna elahi rajioon ,May their souls rest in peace Ameen . from karachi.

  12. Bari anokhi Raat" guzri hai merey "Sheher E Faisalabad" main
    Log ro o kar dafan ker aaye hein apnay Piyaaron ko… 🙁

    humary mustaqbil k Pakistan k kuch new charaagh aaj bhuj gaey hein.
    Bohat say ghar apnay Lakht e jiger ko Matti ki chadar pehna aye hein
    1: "do allow seat belt wali van" her insan ko duty perform mein kotaahi nai karni chheye.
    hai koi jo un Maaoun ko unka aklota biata wapas ker day, hai koi jo un k ghar k bhojay hoye charaagh roshan ker gay, hai koi jo unn Baapoun ko un kabaazo, (Son) louta day……………..?? nahi hia koi!!!
    kia hum PAKISTANI hain.!!! think about it.
    ALLAH un k waaldain ko apni REHMAT say sabar e jameel aata karay, AYE ALLAH KSI B WALDAIN SAY UN KI OLAAD NA CHHENNANA, OOLAAD PAY B HAMESHA UN K WALDAIN KA SAYA RAKHNA. AYE ALLAH TUJY HAZRAT ZIKRIYA (A.A ) KA WASTA, JIN K BURHAPAY MAIN OLAAD SAHARA BANA K ATAA KI THY, ISSI TARHA KSI OLD PARENTS KI OLAD NA CHHEEN. HUM KO KISI B AZMAISH MAIN NA DAAL, HUM KAMZOR HEIN. HUMEIN MAAF KER DAY, HUMARI PAKAR NA KER, (AAMEN)

  13. saber kerne ka kehna buhat assan hai ,,,,,lekan..kerna buhat mushakal hai .wohi jaane jiss ke dill per bete.ALLAHA un bachu ke waldain ,brothers nd sisters nd all relitives ko SAKOON; KI DOULAT SE NAWAZE.AMEEN

  14. bari anokhi rat guzri hy mery shehr-e-faisalabad men
    log ro ro kar kfan kharid rahy thy apny 'PYAROON' k liye
    PREY 4 STUDENTS WHO LOST THEIR LIVES IN ACCIDENT KALAR KAHAR.

  15. kya khoob pasand the teri aye farishta-e-ajal
    phool b wo chuny jo gulshan ko weran kar gai

    we are include in the sorrow of those parents who lost their beloved in accident kalar kahar
    may [Allah] their soul rest in peace
    Ameen

  16. school intzamia ny bachon ki bat man kr ek he bus ka intizam kia aur bus b aesi k jo k pehly fsd sy sialkot chalti the driver pehli dafa gari le k gya tha is mein motorway police ka b galti hai un ko overload gari agy ni jany deni chahie the

  17. Boht dukh hoya is accident ko dakh kar kue ka iss ma mara ek cousin be tha jiss ka name fasil thaa allah tala us ko jant e fardoos ma jagha ata farmey aur jitne masoom child shaheed hoye ha allah tala un ka ghr walo ko sabr karna kio tofeek ata farmey .. Ameen ..

Comments are closed.