Peshawar: Masjid Qasim announces Eid on Tuesday

17
285

The convention of celebrating two Eids is still there in KPK as the Masjid Qasim Khan Committee has announced to celebrate Eid on Tuesday.
Mufti Shahab-ud-din from Masjid Qasim Khan said Monday that the committee had received 10 evidences of moon watching and Eid-ul-fitr would be celebrated on Tuesday.

17 COMMENTS

    • media kee kya zaroorat hai hamai. Pehlay english to seekh lo phir comment english mai likhna pagal k bachchay. Ek to gunaah bhi kartay ho eid walay din roza rakh kar ao phir bakwaas bhi kartay ho.

  1. it is not right, they have back of any one, may be thats why they are going against the government many years, and i think they are layer too, cause they promise with federal government they dont do this, but they destroy their Promise. SHame On them. 🙁

    • saari dunya ke musalmaan saudia k saath eid manaatay hai aor ye muslim umma k ittefaaq ao ittehaad kee nishaani hai. Sirf punjabi saari dunya mai aisi qom hai jo sirf mufti munrrburrehman k faislay ka intezaar karti hai. Abhay pagal k bachcho us mufti ko to chand telescope mai bhi dikhaayee nahee deta. Allah k azab se daro aor saari dunya k muslims ke saath eid manaao. Tum punjabi to wo qom ho jis se sikh qom paida hui thi. Isliye tum log zehnii sick ho.

  2. Jo "Eid" walay din Roza rakhay, Wo hai Shaitaan
    aur jo Rozay walay din "Eid" mana le wo hai Pathan

  3. agar saudi arab chand nazar na aata to Peshawar mai bhi nahi ana tha….sara din wait karte rehte hain jab saudi arab Eid ka ilaan karta hai to peshawar walon ko bhi chand nazar a jata hai….

  4. Not Only Eid bros, u should aslo offer ur namaz a/c to saudia time , it will show UNITY in muslim ummah. what an idiot .Aik taraf punjabi or pathan ki distinction karte ho or phr MUSLIM UNITY ki baat kartey ho, punjabi sikh se paida huway the?
    pathan ka abhi tak pata nahi laga k kis se paida huway thay, kafi qomo per shak hai, ha ha ha.

  5. Punjabi to ketay hain ke "Ramzan janay aur pathan janay". Jo roza nahi rakta, usay to is baray baat hi nahi karni chahiye.

  6. Sirf eid hi nahein balka pathanoon ko to Moharram sy Zilhaj tak sary ma 30 ka chand poora karna chaia .

  7. Salam o alaekum,
    me bhi ab un logon me se hun jo saudia k sat roza rakhtey hain, rehta me karachi me hun. ab bohot se jahil tanz marne k lye ye kahenge k namaz bhi unke sat manao ye bhi un k sat karo wo bhi unke sat karo. Suno namaz ka waqt Suraj k hisab se hota he jese asr ka waqt us waqt shuru hota he jab tumhara saya (shadow) zameen pe tumhare barabar hojae, maghrib suraj ghurub k bad. ok ab roza ka masla ye he k roza k lye gawahi bhi bohot importance rakhti he, mujhe hadees ka reference yad nahi magar ye sahi hadees he k Abdullah ibn umar (razi-Allah ho anha) Makkah me thay or madine se ane wale kuch logon ne gawahi di k wahan eid ka chand nazar agaya he or makkah me is waqt asr ka waqt horaha tha unho ne Rasullah(sallalla-ho-alaehe wasallam) ko bataya to Rasullah (sallalla-ho alaehe wasallam) ne apna khud ka roza tora or elan karwadia k roza tor dia jae, or Eid ki namaz uske aglay din parhai, kyun k eid 3 din ki he. ye tasdeek shuda bat he. or ye bhi sahih hadees he k jahan tak chand ki gawahi pohonche wahan tak pohonchado. ab saudia se gawahi ajati he or wo Arab log hen Islam ki jaren (roots) unse hen. masla ye he ajmion ka k ajam me taqleed zada he jese pakisan, india or bangladesh me hanafi hen zada. Or Arab pakkay Ahlus-sunnah hen. unke samne Hadees ajati he wo apna mu band kardete hen, or hanafion k samne hadees lao to hanafi uske khilaf Imam abu hanifa ki fiqa dikhate hen. ab mufti munib hanafi aqeday ka he agar ye chahey to man sakta he unki gawahi magar nahi.
    Allah ham sab ko sahih deen par chalne ki tofeeq ata farmae. Aa'meen

Comments are closed.